Rang de Basanti is an undoubtedly out of the box film which still gives us the same feeling which we got for the very first time we saw it. It has been 12 years since the movie got released and still, this movie hasn’t lost its charm. It is one of those commercial movies which have good actors, good script and also a good storyline. Well, this movie depicted the lost patriotism with a strong bond of friendship in us. So let’s remember some of the great inspiring dialogues of the movie.
-
Ab bhi jiska khoon na khaula, khoon nahi wo pani hai. Jo Desh ke kaam na aaye woh bekar jawani hai.
-
Zindagi jeene ke do hi tarike hote hain, ek jo ho rha hai hone do, bardaast karte jao. Ya fir zimmedari uthao use badalne ki.
-
Mujhe hamesha lagta tha ki duniya mein do tarah ke insaan hote hain. Ek jo chupchap maut ka daman tham lete hain. Aur doosre jo rote chillate maut ki taraf badhte hain. Aur fir mein teesre kism ke insaano se mila.
-
Koi bhi desh perfect nahi hota. Use perfect banana padta hai.
-
College ke gate de is taraf hum life ko nachate hai, te duji taraf life humko nachati hai.
-
Hum sabke pass kuch na kuch hai. Bas pehchanne ki der hai.
-
Door se commentary dena bahut aasan hota hai. Doosron ko gaali dena aur bhi aasan. Agar tumhe itna problem hai toh tum badlon na iss desh ko.
-
Mujhe lagta hai kabhi kabhi insaan ke andar ki aag use itni door tak kheech laati hai ki darr ki saari haddein paar ho jati hain.
-
Kuch badalna hai toh khud ko badalna hoga.
-
SMS generation … char liney zyada kya bol di lecture lagne lagta hai
Article by: Arpita