Motivation is something which can be lost at any point of time. You could start your day with full motivation and make strategies that how will you be more productive but by the time you reach your office you could lose your motivation. So if your days are like all in dark and you are struggling to find your motivation these Bollywood dialogues would help you to regain it back.
- “Zindagi jeene ke do hi tarike hote hai … ek jo ho raha hai hone do, bardaasht karte jao … ya phir zimmedari uthao usse badalneki” ( rang de basanti)
- “Main udna chahta hoon, daudna chahta hoon, girna bhi chahta hoon … bus rukna nahi chahta”(yeh jawani hai deewani)
- “Zindagi ho toh smuggler jaisi … sari duniya raakh ki tarah neeche aur khud dhuen ke tarah upar”(once upon a time in mumbai)
- “Dimmag aur Dil jab ek saath kaam karte hai toh farah nahi padka ki kaun kya hai” (Iqbal)
- “Sahi direction mein utha har kadam … apne aap mein ek manzil hai … after all life is all about the next step”( ABCD)
- Joh duniya ko namumkin lage … wahi mauka hota hai … kartab dikhane ka” (Dhoom 3)
- “Agar tune aaj give up kiya … toh shayad bahar se zinda reh jaye … magar andar se mar jayega hamesha ke liye” (sultan)
- “Ek baat hammnesha yaad rakhna beta, agar silver jeeti toh aaj nahi to kal log tane bhul javenge, gold jeeti toh misal ban javegi , aur misale di jati hai beta bhuli nai jati”( Dangal)
- Vaar karna hai toh saamne wale ke goal par nahi…saamne wale ke dimaag par karo…goal khud ba khud ho jayega” (Chak de!)
- Ambani aur is chaiwaali ko pahaad se girado, dono ek saath hi neeche girenge. (Newton)
- Albert Einstein Ne kaha tha: Pagal wo hota hai jo roz roz same kaam karta hai aur chahta hai ki nateeja alag ho (Dear Zindagi)
- Kabhi bhi “Bhagwan ke barose” mat baito, kya pata Bhagwan tumare barose baitha ho. ( Maji – the mountain man)
- Maangi hui chiz lautani padti hai sir. Mai kamaana chahta hoon. (Student of the year)
I hope you got your lost motivation back or at least a ray of hope!!!
Article by: Arpita